Ik baar kehdo song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ik baar kehdo tumko kasam hain
Ye chehara kyun utara
Kyun aankh nam hain
Kya gham hain tum ko
Kuchh to batao meri jaan hoo


Ik baar kehdo tumko kasam hain
Ye chehara kyun utara
Kyun aankh nam hain
Kya gham hain tum ko
Kuchh to batao meri jaan hoo
Ik baar kehdo tumko kasam hain


Ye pal ye lamhein kiske ghujare
Aajao milake sapane saware
Dedo mujhe tum hatho mein hath
Main chahati hoon tumhara hi saath
Jo ho gaya hain woh bhul jaao
Chup rehkar aise dil na jhalao
Kya gham hain tum ko
Kuchh to batao meri jaan hoo
Ik baar kehdo tumko kasam hain


Dedo mujhe tum kuchh to ishara
Ye haal aakhir kyun hain tumhara
Tum se bandhi hain iss dil ki aas
Kise main dekhu tumhein yun udaas
Mujhse tu kuchh bhi tum na chhupao
Betaab dil hain  baahon mein aao
Kya gham hain tum ko
Kuchh to batao meri jaan hoo


Ik baar kehdo tumko kasam hain
Ye chehara kyun utara
Kyun aankh nam hain
Kya gham hain tum ko
Kuchh to batao meri jaan hoo
Ik baar kehdo tumko kasam hain.