Kya bura hai song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vikas Mohan. This song was released on 08 Sep 1988.
Kya bura hain kya bhala
Ho sake to jala dil jala
Kya bura hain kya bhala
Ho sake to jala dil jala
Kya bura hain kya bhala
Kya bura hain kya bhala
Ho sake to jala dil jala
Kya bura hain kya bhala


Muskurana sahte jana
Chahne ki rashm hain
Muskurana sahte jana
Chahne ki rashm hain
Na lahu na koi aansu
Ishq aisa zakhm hain
Muskurake zakhm kha le
Na shikayat koi na gila
Kya bura hain kya bhala
Ho sake to jala dil jala
Kya bura hain kya bhala


Sara din gajle pirona
Raat bhar aawaragi
Sara din gajle pirona
Raat bhar aawaragi
Phat gaya daman to kya hain
Sada dil hain sadgi
Na dilasa chaha dil ne
Na wafadar ka silsila
Kya bura hain kya bhala
Ho sake to jala dil jala
Kya bura hain kya bhala.