Khamosh sa afsana song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vikas Mohan. This song was released on 08 Sep 1988.
Khamosh sa afsana
Pani se likha hota
Khamosh sa afsana
Pani se likha hota
Na tumne kaha hota
Na hamne suna hota
Khamosh sa afsana


La la la la..la la la la
Dil ki baat na puchho
Dil toh aata rahega
Dil bahakata raha hain
Dil bahakata rahega
Dil ko tumane ho
Kuchh samjhaya hota
Khamosh sa afsana
Pani se likha hota
Na tumne kaha hota
Na hamne suna hota
Khamosh sa afsana
Sehame se rehate hain
Jab yeh din dhalata hain
Sehame se rehate hain
Jab yeh din dhalata hain
Ek diya bujhata hain
Ek diya jalata hain
Tumne koyi ho
Dip jalaya hota
Khamosh sa afsana
Pani se likha hota
Na tumne kaha hota
Na hamne suna hota
Khamosh sa afsana


Kitne sahil dhunde
Koyi na samne aaya
Kitne sahil dhunde
Koyi na samne aaya
Jab majdhar mein dube
Sahil thamne aaya
Tumane sahil ho
Pehale bichhaya hota
Khamosh sa afsana
Pani se likha hota
Na tumne kaha hota
Na hamne suna hota
Khamosh sa afsana.