Kya Bataun Tumhe Lyrics - Agam Kumar Nigam
Lyrics
Jinpe ilzaam bewafaai ka
Unse umeed e wafa karta hun
Zakhm khaye hai jo mohabbat mein
Daastan unki bayan karta hun
Kya bataun tumhe doston ishq mein
Bewafa se wafa kar raha hu
Kya bataun tumhe doston ishq mein
Bewafa se wafa kar raha hu
Woh gaye hai badal doston aaj kal..(2x)
Main to marne ki duaa kar raha hoon
Kya bataun tumhe doston ishq mein
Bewafa se wafa kar raha hu
Kya bataun tumhe doston ishq mein
Bewafa se wafa kar raha hu
Kya bataun tumhe doston ishq mein..
Pher li jab se usne nigahein
Sooni sooni huyi dil ki rahein
Aa gayi zindagi uss jagah pe
Har taraf hai jaha sirf aahein
Jaanta hai khuda, usko deke dua..(2x)
Apna haq main adaa kar raha hoon
Woh gaye hai badal doston aaj kal
Main to marne ki dua kar raha hoon
Kya bataun tumhe doston ishq mein
Kam na hongi jo woh dooriya hain
Door takk ab toh majburiyan hain
Na wafaayein meri kaam aayi
Meri kismat mein benuriyan hain
Maine ki hai wafa, usne di hai daga..(2x)
Jaan uspe fida kar raha hoon
Woh gaye hai badal doston aaj kal
Main to marne ki duaa kar raha hoon
Kya bataun tumhe doston ishq mein