Kuch Is Tarha Do Dil Mile Lyrics - Bhairavi | Ashwini Bhave | Anjana Mumtaz | Manohar Singh | Kavita Krishnamurthy | Udit Narayan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Kuch is tarha do dil mile song is from Bhairavi (1996) and it is sung by Kavita Krishnamurthy and Udit Narayan.It stars Ashwini Bhave, Anjana Mumtaz, Manohar Singh, Anand in leading roles. This song is penned by N/A and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by Johny Bakshi, Mahesh Bhatt, Amit Khanna. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Kuchh is tarah do dil miley
Kuchh is tarah do dil miley
Jaise mile ik raag mein
Tere gaaye geet mere gaaye geet
Tere gaaye geet
Kuchh is tarah do dil miley
Kuchh is tarah do dil miley
Jaise mile ik raag mein
Tere gaaye geet mere gaaye geet
Tere gaaye geet
Saanso ki pagdandi o se guzarte huye
Khwabo ke jungal mein hum kho gaye
Taaro ki waadio mein chalte huye
Ajnabi geet ek ho gaye
Kuchh is tarah do dil miley
Kuchh is tarah do dil miley
Jaise khile ek yaad mein
Tere atith mera atith
Tera atith
Sabnam ke katron se naajuk ye pal
Hatheli se apni girne na do
Mausamo se kaho yun basant rahe
Samay dhalne na do ise badalne na do
Kuchh is tarah do dil miley
Kuchh is tarah do dil miley
Jaise mile sadiyo ke meet
Sadiyo ke meet sadiyo ke meet
Sadiyo ke meet
Khushboo oke baag mein jhilmilate huye
Jugnu o ka mela laga
Chaandani ki aag mein khil khilate huye
Paani ke bulbulo ka rela jaga
Kuchh is tarah do dil miley
Kuchh is tarah do dil miley
Jaise fale teri meri preet
Meri teri preet teri meri preet
Kuchh is tarah do dil miley
Kuchh is tarah do dil miley
Jaise mile ik raag mein
Tere gaaye geet mere gaaye geet
Tere gaaye geet.