Koi yun dil mein basa song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Koi yun dil mein
Basa jaata hai kyun
Koi yun dil mein
Basa jaata hai kyun
Dil mein aake dil ko
Tadpaata hai kyun
Dil mein aake dil ko
Tadpaata hai kyun


Usko jab mujhse muhabbat hi nahi
Usko jab mujhse muhabbat hi nahi
Phir tasawwur mein
Mere aata hai kyun
Phir tasawwur mein
Mere aata hai kyun


Pyaar karti hain meri nazren jise
Pyaar karti hain meri nazren jise
Pyaar ki nazron se
Ghabraata hai kyun
Pyaar ki nazron se
Ghabraata hai kyun


Dil ki hasrat hai usse apna kahen
Dil ki hasrat hai usse apna kahen
Koi begaana bana jaata hai kyun
Koi begaana bana jaata hai kyun
Koi yun dil mein basa jaata hai kyun
Dil mein aake dil ko tadpaata hai kyun.

More songs from Shalimar (1946)