LyricsTashan

Koi Na Koi To Sabhi Mein Kami Hai Lyrics - Aakhri Daku | Rekha | Randhir Kapoor | Vinod Khanna | Kishore Kumar

in Movies

Watch the Video

Song Information

Koi na koi to sabhi mein kami hai song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shanti Sagar. This song was released on 07 Mar 1978.

Lyrics

Koi na koi to sabhi mein kami hai
Koi na koi to sabhi mein kami hai
Thoda thoda harjai har admi hai
Main jaisa bhi hu
Waisa swikar karlo
Warna kisi dusre se
Pyar karlo pyar kar lo
Koi na koi to sabhi mein kami hai
Thoda thoda harjai har admi hai


Deewana hu lekin
Tumhara deewana
Tumhara deewana
Sikhadunga tumko main
Dil ka lagana dil ka lagana
Hua kya jo main duniya ka ji na janu
Magar janta hoon main yaari nibhana
Meri yari ka tum bhi ikrar karlo
Warna kisi dusre se
Pyar karlo pyar kar lo
Koi na koi to sabhi mein kami hai
Thoda thoda harjai har admi hai


Khot na ho jisme
Wo darpan dikha do
Wo darpan dikha do
Daag na ho jisme
Wo daman bulado
Wo daman bulado
Jiske gulabo mein kate nahi ho
Jiske gulabo mein kate nahi ho
Duniya mein aisa koi gulsan dikha do
Mere kato ko phoolo ka haar kar lo


Warna kisi dusre se
Pyar karlo pyar kar lo
Koi na koi to sabhi mein kami hai
Thoda thoda harjai har admi hai.

Related Songs

More songs from Aakhri Daku (1978)
More songs of Rekha
More songs of Randhir Kapoor
More songs of Vinod Khanna
More songs of Kishore Kumar