Kahin na jiya lage song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shanti Sagar. This song was released on 07 Mar 1978.
Ghadiya gin gin din bite
Aur tare gin gin rain
Ek umariya wo aaye
Jab kahi na aaye chain, haye
Kahi na jiya lage to meri gali aayiyo
Kahi na jiya lage to meri gali aayiyo
Kahi na jiya lage to meri gali aayiyo
Jo mange mile na ha mange mile na
Jo mange mile na wo bin payiyo
Kahin na jiya lage to meri gali aayiyo
Kahin na jiya lage to meri gali aayiyo


Hai nadiya mein pani ha sagar mein pani
Hai nadiya mein pani ha sagar mein pani
Pani bina fir bhi pyasi jawani
Jab dil jalaye umariya deewani
Jab dil jalaye umariya deewani
To nadiya kinare na jaiyo
Na jaiyo meri gali aayiyo
Kahin na jiya lage to meri gali aayiyo
Kahin na jiya lage to meri gali aayiyo


Ke anguri ras mein do nakli nasha hai
Ke anguri ras mein do nakli nasha hai
Asli nasha to raja dil mein basa hai
Dil puchhe pine mein kaisa maja hai
Dil puchhe pine mein kaisa maja hai
To botal mein dub jaiyo na jaiyo
Meri gali aayiyo
Kahi na jiya lage to meri gali aayiyo
Kahi na jiya lage to meri gali aayiyo
Jo mange mile na ha mange mile na
Jo mange mile na wo bin payiyo
Kahin na jiya lage to meri gali aayiyo
Kahin na jiya lage to meri gali aayiyo.