Koi hai diwana dil me kisi ke dil me hai masti song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bubby Kent. This song was released on 12 Mar 1999.
koi hai diwana
dil me kisi ke dil me hai masti
koi hai diwana
dil me kisi ke dil me hai masti
koi hai mastana
lab pe kisi ke lab pe hai masti

masti chand ki aankho me
masti chandani rato me
masti husn ke jalwo me
masti ishk ki bato me
masti chand ki aankho me
masti chandani rato me
masti husn ke jalwo me
masti ishk ki bato me
koi hai diwana
dil me kisi ke dil me hai masti
koi hai mastana
lab pe kisi ke lab pe hai masti

sagar sharab saki shabab
har chiz hai yaha par
sabnam gulam parda hizab
kya aarzu hai dilbar
sagar sharab saki shabab
har chiz hai yaha par
sabnam gulam parda hizab
kya aarzu hai dilbar
ghunghru me sada hai payal ki
mat puch tamanna ghayal ki
ghunghru me sada hai payal ki
mat puch tamanna ghayal ki
ghayal ki ghayal ki ghayal ki
koi hai diwana
dil me kisi ke dil me hai masti
koi hai mastana
lab pe kisi ke lab pe hai masti

pram tu ruru tutu pram tu ruru tutu
pram tu ruru tutu pram tu ruru tutu
palke jhuki hai palke uthi hai
sapno ka raaz gahra
bach bach ke yaar tum kahna pyar
dhadkan pe bhi hai pahra
palke jhuki hai palke uthi hai
sapno ka raaz gahra
bach bach ke yaar tum kahna pyar
dhadkan pe bhi hai pahra
dushman hai jamana chahat ka
mauka na kabhi de rahat ka
dushman hai jamana chahat ka
mauka na kabhi de rahat ka
rahat ka rahat ka rahat ka
koi hai diwana
dil me kisi ke dil me hai masti
koi hai mastana
lab pe kisi ke lab pe hai masti
masti masti masti masti
masti masti masti masti
masti masti masti masti
masti masti masti masti