Kiya hai pyaar song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Hiroo. This song was released on 06 Aug 2014.
Kiya hai pyaar tumhein maine
Jism jaan ki tarah
Kiya hai pyaar tumhein maine
Jism jaan ki tarah
Badal na jaana kahin
Badal na jaana kahin
Mausam ki tarah
Kiya hai pyaar tumhein maine
Jism jaan ki tarah
Kiya hai pyaar tumhein maine
Jism jaan ki tarah


Tumne dekha hi nahin raahi
Wafa mein mujhko
Tumne dekha hi nahin raahi
Wafa mein mujhko
Ye aur baat ki tere sang thaa
Saayein ki tarah
Ye aur baat ki tere sang thaa
Ye aur baat ki tere sang thaa
Saayein ki tarah
Kiya hai pyaar tumhein maine
Jism jaan ki tarah
Kiya hai pyaar tumhein maine
Jism jaan ki tarah


Hawa na do mere zakhmo ke
Angaaron ko
Hawa na do mere zakhmo ke
Angaaron ko
Bhadak uthe na mere jazbaa
Sholo ki tarah
Bhadak uthe na mere jazbaa
Bhadak uthe na mere jazbaa
Sholo ki tarah
Kiya hai pyaar tumhein maine
Jism jaan ki tarah
Kiya hai pyaar tumhein maine
Jism jaan ki tarah


Juda bhi kaise karoon tumko
Apne dil se
Juda bhi kaise karoon tumko
Apne dil se
Ke bas gayi ho mere dil mein
Dhadkan ki tarah
Ke bas gayi ho mere dil mein
Ke bas gayi ho mere dil mein
Dhadkan ki tarah
Kiya hai pyaar tumhein maine
Jism jaan ki tarah
Kiya hai pyaar tumhein maine
Jism jaan ki tarah
Badal na jaana kahin
Badal na jaana kahin
Mausam ki tarah
Kiya hai pyaar tumhein maine
Jism jaan ki tarah
Kiya hai pyaar tumhein maine
Jism jaan ki tarah.