Har ghadi har pahar song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Hiroo. This song was released on 06 Aug 2014.
Tere mil jaane se
Mitt jaayenge darmiyan faasle
Tu na jaane kitani taashir hai
Mere ishq mein


Har ghadi har pahar
Aankhon mein tu basar
Ho na ozal kabhi
Humnava hum safar
Har ghadi har pahar
Aankhon mein tu basar
Ho na ozal kabhi
Humnava hum safar
Pyaar mera naya naya ehsaas hai
Faaslo mein bhi lage tu paas hai
Har ghadi har pahar
Aankhon mein tu basar
Ho na ozal kabhi
Humnava hum safar


Tu hai ek chaand ka tukda
Jiska hoon main shedaai
Tu hai ek mai kisi kiran
Jismein hai mera khudaai
Raat din dopaher
Dhadkano pe hai asar
Dil mera bhi sambhal
Humnava hum safar
Pyaar mera naya naya ehsaas hai
Faaslo mein bhi lage tu paas hai


Rishta hai tujhse mera
Janmo janam ka aisa lage
Jo bhi raahein chunu main
Tujhse hi aake jhud ne lage
Bekhabar is kadar ajab dil ka hashar
Aankhe dekhe riday
Humnava hum safar
Pyaar mera naya naya ehsaas hai
Faaslo mein bhi lage tu paas hai
Har ghadi har pahar
Aankhon mein tu basar
Ho na ozal kabhi
Humnava hum safar.