Kisne yah sab khel rachaya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kisne kisne, kisne
Yah sab khel rachaya
Kisne yah sab saj sajaya
Apne aap sabhi kuchh
Karake aana aap chhupaya
Aana aap chhupaya, kis naa


Komal komal pyare paudhe
Komal komal pyare paudhe,
Dhan pan matvare paudhe
Inake upar aakar chhidaki
Rang roop ki maya
Inake upar aakar chhidaki
Rang roop ki maya
Apne aap sabhi kuchh
Karake aana aap chhupaya
Aana aap chhupaya kis naa


Andhere mein sote the
Yeh bilkul besudh hote the yeh
Andhere mein sote the
Yeh bilkul besudh hote the yeh
Neend kuri ke madamato ko
Neend se aan jagaya
Neend kuri ke madamato ko
Neend se aan jagaya
Apne aap sabhi kuchh
Karake aana aap chhupaya
Aana aap chhupaya kis naa


Hara bhara guljar khila hai,
Sarso kaa sansar khila hai
Dekh dekh mann mein sukh hovat,
Akhiya noor samaya
Dekh dekh mann mein sukh hovat,
Akhiya noor samaya
Apne aap sabhi kuchh
Karke aana aap chhupaya
Aana aap chhupaya kis naa


Kisne…..