Kisi majboor ka song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kisi majbur ka jalta hua
Ghar dekhte jana
Hamari jindagi duniya ki
Thokar dekhte jana
Kisi majbur ka jalta hua
Ghar dekhte jana
Hamari jindagi duniya ki
Thokar dekhte jana
Kisi majbur ka


Bachi toofan se kashti
Magar dubi kinare par
Hai kitna meharba hum par
Mukaddar dekhte jana
Hamari jindagi duniya ki
Thokar dekhte jana
Kisi majbur ka jalta hua
Ghar dekhte jana
Hamari jindagi duniya ki
Thokar dekhte jana
Kisi majbur ka


Abhi tak dil ke tukdo mein
Teri tasvir baki hai
Abhi tak dil ke tukdo mein
Teri tasvir baki hai
Mera dil to hone wale
Ye manjar dekhte jana
Hamari jindagi duniya ki
Thokar dekhte jana
Kisi majbur ka


Tere gum ke sahare
Jindagi se khel jayenge
Kisi din ye tamasha ho
Sitamgar dekhte jana
Hamari jindagi duniya ki
Thokar dekhte jana
Kisi majbur ka jalta hua
Ghar dekhte jana
Hamari jindagi duniya ki
Thokar dekhte jana
Kisi majbur ka.