LyricsTashan

Kis Tarah Jeete Hain Lyrics - Nai Roshni | Mala Sinha | Ashok Kumar | Asit Sen | Mohammed Rafi

in Movies

Watch the Video

Song Information

Kis tarah jeete hain song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vasu Menon. This song was released on 01 Mar 1967.

Lyrics

Kis tarah jite hai ye log
Bata do yaaro
Kis tarah jite hai ye log
Bata do yaaro
Ham ko bhi jine ka
Andaz sikhaa do yaaro
Kis tarah jite hai ye log
Bata do yaaro


Pyar lete hai kaha se
Yeh zamane wale
Pyar lete hai kaha se
Ye zamane waale
Un gali bucho ka
Rasta to dikha do yaaro
Un gali bucho ka
Rasta to dikha do yaaro
Ham ko bhi jine ka
Andaz sikhaa do yaaro
Kis tarah jite hai ye log
Bata do yaaro


Dard ke nam se
Waqif na jahaa ho koyi
Dard ke nam se
Waqif na jaha ho koyi
Aisi mehfil me hame bhi to
Bithha do yaaro
Aisi mehfil me hame bhi to
Bithha do yaaro
Ham ko bhi jine ka andaaz
Sikha do yaaro
Kis tarah jite hai ye log
Bata do yaaro


Sath dena hai to
Khud pine ki aadat dalo
Sath dena hai to
Khud pine ki aadat dalo
Warna maikhane ka dar
Ham se chuda do yaaro
Warna maikhane ka dar
Ham se chuda do yaaro
Ham ko bhi jine ka andaz
Sikha do yaaro
Kis tarah jite hai ye log
Bata do yaaro
Kis tarah jite hai ye log.

Related Songs

More songs from Nai Roshni (1967)
More songs of Mala Sinha
More songs of Ashok Kumar
More songs of Asit Sen
More songs of Mohammed Rafi