Ki hai wafa ki baat song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 09 Feb 1987.
Kyaa kahun dosto ke baare mein
Kyaa kahun dosto ke baare mein
Mere kismat ke phool reh gaye
Jab bhi dete hain
Jab bhi dete hain zakhm dete hain
Kis kadar bausul hain ye


Ki hai wafa ki baat jafao ke samne
Ki hai wafa ki baat jafao ke samne
Humle chale charaag hawao ke samne
Ki hai wafa ki baat jafao ke samne


Jaao satao mat humein lo raah sakh ji
Jaao satao mat humein lo raah sakh ji
Toba na humse hogi ghatao ke samne
Toba na humse hogi ghatao ke samne
Ki hai wafa ki baat jafao ke samne


Uthe hain jab bhi hath to
Badali hain kismate
Uthe hain jab bhi hath to
Badali hain kismate
Majboor hain khuda bhi
Duaao ke samane
Majboor hain khuda bhi
Duaao ke samane
Ki hai wafa ki baat jafao ke samne


Bijali ki ho tadap yaa
Ghulo ki haseen muraad
Bijali ki ho tadap yaa
Ghulo ki haseen muraad
Theharega koan un addao ke samane
Theharega koan un addao ke samane
Ki hai wafa ki baat jafao ke samne
Ki hai wafa ki baat jafao ke samne
Humle chale charaag hawao ke samne
Ki hai wafa ki baat jafao ke samne.