Ab to tamam shahar mein song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 09 Feb 1987.
Ab to tamam shahar mein
Charcha hain aap ka
Ab to tamam shahar mein
Charcha hain aap ka
Phir kis liye huzur
Ye parda hain aapka
Ab to tamam shahar mein
Charcha hain aap ka


Hum aapke huye to
Nayi baat kyaa huyi
Hum aapke huye to
Nayi baat kyaa huyi
Hum aapke huye to
Nayi baat kyaa huyi
Kehate hain log saara
Zamana hain aapka
Kehate hain log saara
Zamana hain aapka
Phir kis liye huzur
Ye parda hain aapka
Ab to tamam shahar mein
Charcha hain aap ka


Hota hain har muqaam pe
Ehsaas ab yahin
Hota hain har muqaam pe
Ehsaas ab yahin
Hota hain har muqaam pe
Ehsaas ab yahin
Jaise humare saath mein
Saya hain aapka
Jaise humare saath mein
Saya hain aapka
Phir kis liye huzur
Ye parda hain aapka
Ab to tamam shahar mein
Charcha hain aap ka


Ab jaake shah kaar huyi
Hain meri ghazal
Ab jaake shah kaar huyi
Hain meri ghazal
Ab jaake shah kaar huyi
Hain meri ghazal
Barso khayal maine
Tarasa hain aapka
Barso khayal maine
Tarasa hain aapka
Phir kis liye huzur ye
Parda hain aapka
Ab to tamam shahar mein
Charcha hain aap ka


Ab to tamam shahar mein
Charcha hain aap ka
Phir kis liye huzur
Ye parda hain aapka
Ab to tamam shahar mein
Charcha hain aap ka.