Khul Ke Pyaar Lyrics - Shehzad Roy
in Albums
Watch the Video
Song Information
Khul ke pyaar song is from Qismat Apnay Haath Mein (2008) and it is sung by Shehzad Roy. This song is penned by N/A and composed by N/A. This song was released on 25 Jul 2008.
Lyrics
Khul ke pyaar hum nahin kar sakte
Khul ke jhoom bhi nahin hum sakte
Khul ke pyaar hum nahin kar sakte
Khul ke jhoom bhi nahin hum sakte
Sara sara din, in he socho mein ghum
Kya ho plan raat ka, jismein ho jaye ghum
Kya ho plan raat ka, jismein hojaye ghum
Raat hote hi ek paigaam aata hai
Beta tumhay bataya na barah bajh gaye hain
Khul ke pyaar hum nahin kar sakte
Khul ke jhoom bhi nahin hum sakte
Khul ke pyaar hum nahin kar sakte
Khul ke jhoom bhi nahin hum sakte
Sara sara din, in hi socho mein ghum
Kya ho plan raat ka, jismein ho jaye ghum
Raat hote hi ek paigaam ata hai
Beta tumhe bataya na barah bajh gaye hain
Dad, haha barah to roz bajhte hain
Jee le jaise jeena hai
Live like ther is no tomorrow
Jee le jaise jeena hai
Live like ther is no tomorrow
Hogaya mujhay pyaar
Sajna mera us paar
Jana hai zaruri dil majboor hai
Hogaya mujhay pyaar
Sajna mera us paar
Jana hai zaruri dil majboor hai
Dil ki na sun baatein sun baatein
Apnay dil ki tu
Hogaya mujhay pyaar
Dil ki na sun baatein sun baatein
Apne dil ki tu
Din ko tu kar raatein
Din ko jeele raaton mein tu
Mushkil se milta hai
Mauqa aise jeene ka
Is mauqe ke dushman hai tere apne ghar wale
Khul ke pyaar hum nahin kar sakte
Khul ke jhoom bhi nahin hum sakte
Khul ke pyaar hum nahin kar sakte
Khul ke jhoom bhi nahin hum sakte
Sara sara din, in he socho mein ghum
Kya ho plan raat ka, jismein ho jaye ghum
Raat hotay he ek paigaam aata hai
Haha beta waise yeh party ho kahan per rahi hai
You are not invited dad
Jee le jaise jeena hai
Live like ther is no tomorrow
Jee le jaise jeena hai
Live like ther is no tomorrow
Kehte guzray lamhay phir na wapis ayenge
Hogaya mujhay pyaar
Sajna mera us paar
Kehte guzray lamhay phir na wapis ayenge
Lamho ka kya hai, inko phir wapis le ayenge
Mushkil se milta hai
Lamha aise jeenay ka
Is lamhay ke dushman hai tere apnay ghar wale
Khul ke pyaar hum nahi kar sakte
Khul ke jhoom bhi nahi hum sakte
Sara sara din, in he socho mein ghum
Kya ho plan raat ka, jismein ho jaye ghum
Raat hotay he ek paigaam ata hai.