Ek baar song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 25 Jul 2008.
Ek baar keh do tumhein pyaar hai na
Jhoota he sahi iqrar hai na
Tum ho nahi ho tumhara sath hai kya
Ek khwab jaisa ehsas hai kya


Kya pyaar yehi hai, dil ko dukhana
Kya pyaar yehi hai, dil tod ke jana
Pyaar ko mere tumne samjha hai kya
Pyaar ko mere tumne samjha hai kya


Ek baar keh do tumhein pyaar hai na
Jhoota he sahi iqrar hai na
Kya pyaar yehi hai, dil ko dukhana
Pyaar ko mere tumne samjha hai kya
Pyaar ko mere tumne samjha hai kya


Deewangi ki, tum inteha ho
Jo ruk na paaye, woh raasta ho
Tum pyaar tum hi meri wafa ho
Mushkil bara hai yeh dard sehna
Yeh gham chupana dushwar hai na


Kya pyaar yehi hai, dil ko dukhana
Kya pyaar yehi hai, dil tod ke jana
Pyaar ko mere tumne samjha hai kya
Pyaar ko mere tumne samjha hai kya


Nazrein tumhari he muntazir hain
Yeh tum na maano ham ko khabar hai
Har sham lati koi sahar hai
Chahat k lamhay do char hain na
Yeh pal gawana bekar hai na


Kya pyaar yehi hai, dil ko dukhana
Kya pyaar yehi hai, dil tod ke jana
Pyaar ko mere tumne samjha hai kya
Pyaar ko mere tumne samjha hai kya.