Khuda ka shukriya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jun 2010.
Bewafaai to tumhari aadat thi
Mujhko chhoda mujhko tumne rahat di
Bewafaai to tumhari aadat thi
Mujhko chhoda mujhko tumne rahat di
Ab naa deewano ki tarah
Jeeta hoon maratha hu
Khuda ka shukriya ada karatha hoon
Khuda ka shukriya ada karatha hoon


Bewafaai to tumhari aadat thi
Mujhko chhoda mujhko tumne rahat di
Ab naa deewano ki tarah
Jeeta hoon maratha hu
Khuda ka shukriya ada karatha hoon
Khuda ka shukriya ada karatha hoon


Jitane din tha pass tumhare
Raato mena soya
Shyad ek din tum badaloge
Umeedon mein roya
Do din to tum payr jatate
Do din karathe mafarat
Mein mosoom hu mein
Kya janu kya thi tumhari hasrat
Hua na kuch aisa jo mene socha ha
Tumhari baatomein gajab ka dhoka tha
Iss mohabaat ne meri kya halat ki
Mujhko chhoda mujhko tumne rahat di
Ab naa deewano ki tarah
Jeeta hoon maratha hu
Khuda ka shukriya ada karatha hoon
Khuda ka shukriya ada karatha hoon


Jab se tum tum ko dil mein
Basaya toot utti dil pe aafat
Jis ne itane dard diye ho
Vo kya dega rahat
Jis kam ho dhoka dena
Uska yaki kya karana
Jo aaya ho jaane he lene
Uske liye kya marana
Mohabaat me aksar yahi kyun hota hai
Mohabaat karatha jo vahi kyun rota hai
Hai khata meri kya teri chahat thi
Mujhko chhoda mujhko tumne rahat di
Ab naa deewano ki tarah
Jeeta hoon maratha hu
Khuda ka shukriya ada karatha hoon
Khuda ka shukriya ada karatha hoon


Bewafaai to tumhari aadat thi
Mujhko chhoda mujhko tumne rahat di
Ab naa deewano ki tarah
Jeeta hoon maratha hu
Khuda ka shukriya ada karatha hoon
Khuda ka shukriya ada karatha hoon.