Khatam Karta Hoon Per Lyrics - Agam Kumar | Tulsi Kumar | Agam Kumar Nigam
in Albums
Watch the Video
Song Information
Khatam karta hoon per song is from Bewafaai Ka Aalam (2010) and it is sung by Agam Kumar Nigam and Tulsi Kumar.It stars Agam Kumar and Tulsi Kumar in leading roles. This song is penned by Praveen Bhardwaj and composed by Nikhil. This song was released on 01 Jun 2010.
Lyrics
Khatam karata hoon
Per khatam hota nahi hai
Mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai
Khatam karata hoon
Per khatam hota nahi hai
Mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai
Vo bewafaa hai ye main janatha hoon
Vo bewafaa hai ye main janatha hoon
Per ab talak dil ussi se mila hai
Khatam karati hoon
Per khatam hota nahi hai
Mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai
Vo bewafaa hai ye main janathi hoon
Vo bewafaa hai ye main janathi hoon
Per ab talak dil ussi se mila hai
Khatam karata hoon
Per khatam hota nahi hai
Mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai
Jab ye lage uss ko bhul gaya
To chup kese aa jati hai yaade
Kuch din mein khamosh to rehatha hoon
Per kuch din mein ho jati hai baate
Jab ye lage me uss se door hui
To khawbon me uss ke pass gayi
Kya mein bolu bechenika
Aalam karwat karwat sari raat gayi
Dard badatha hai per dard hota nahi hai
Mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai
Dard badatha hai per dard hota nahi hai
Mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai
Jab ye lage tab uss ka naam na lu
To dil ye likh deta hai sou apsaane
Palpal dhoke khaye jis se humne
Shayad abhi hai uss ke deewane
Jab ye lage na uss se aur milu
To milane ko dil karatha hai jada
Bhul se uski pass ager pohachi mein
To ye kar aatik toota wada
Chot lagati hai per jakham hota nahi hai
Mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai
Vo bewafaa hai ye main janathi hoon
Vo bewafaa hai ye main janathi hoon
Per ab talak dil ussi se mila hai
Khatam karata hoon
Per khatam hota nahi hai
Mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai
Vo bewafaa hai ye main janatha hoon
Vo bewafaa hai ye main janatha hoon
Per ab talak dil ussi se mila hai
Khatam karati hoon
Per khatam hota nahi hai
Mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai
Mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai.