Khoye Khoye Rahe Teri Lyrics - Kalakaar | Sridevi | Agha | Mehmood | Kishore Kumar | Anuradha
in Movies
Watch the Video
Song Information
Khoye khoye rahe teri song is from Kalakaar (1983) and it is sung by Kishore Kumar and Anuradha.It stars Sridevi, Agha, Mehmood, Rakesh Bedi in leading roles. This song is penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai) and composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. It is produced by P. Sambasiva Rao. This song was released on 09 Dec 1983.
Lyrics
Khoye khoye rahe teri chahon mein
Soye soye rahe teri baahon mein
Pal do pal kya saara jeevan
Baithe rahe teri raahon mein
Khoye khoye!
Khoye khoye rahe teri chahon mein
Soye soye rahe teri baahon mein
Ho tu hai mere dum se, main hoon tere dum se
Hon jaise jism-o-jaan, hon jaise jism-o-jaan
Khile khile tan hain, mile-mile man hain
Ab doori hai kahan
Ho tu hai mere dum se, main hoon tere dum se
Hon jaise jism-o-jaan, hon jaise jism-o-jaan
Khile khile tan hain, mile-mile man hain
Ab doori hai kahan
Hai sathi tere jaisa, duniya ka dar kaisa
Aa gaye teri panaahon mein
Khoye khoye!
Khoye khoye rahe teri chahon mein
Soye soye rahe teri baahon mein
Pal do pal kya saara jeevan
Baithe rahe teri raahon mein
Raste ke shool ban gaye phool
Hathon mein hath hai, hathon mein hath hai
Lamhon ka, na na
Ghadiyon ka, na na
Sadiyon ka sath hai
Raste ke shool ban gaye phool
Hathon mein hath hai, hathon mein hath hai
Lamhon ka, na na
Ghadiyon ka, na na
Sadiyon ka sath hai
Tu hi dil par chhayega, aaya na aayega
Koi dooja aur nigaahon mein