Khata Na Koi Ho Jaye Lyrics - Vivek Mushran | Rakesh Bedi | Suresh Chatwal | Alka Yagnik | Kumar Sanu

1999

Lyrics

Masti mein duba ye aalam
Ye tanhaai aur tum hum
Khata na koi ho jaye
Khata na koi ho jaye
Khata na koi ho jaye
Khata na koi ho jaye
Aa jaa sanam meri baahon mein
Duba deewana baahon mein
Mujhe tu kyun tarsaaye
Mujhe tu kyun tarsaaye
Khata na koi ho jaye
Khata na koi ho jaye

Sanam bano na deewane
Zara hosh mein aao
Sitam bane ye bahane
Na yun tum jaao
Sanam bano na deewane
Zara hosh mein aao
Sitam bane ye bahane
Na yun tum jaao
Samjhaye tumko kaise sanam
Yeh tanhaai aur tum hum
Khata na koi ho jaye
Khata na koi ho jaye
Mujhe tu kyun tarsaaye
Mujhe tu kyun tarsaaye

Sulag rahi teri saanse
Pigal ne laga yeh tann
Na ho badan to rahe
Na koi doori jaane mann
Sulag rahi teri saanse
Pigal ne laga yeh tann
Na ho badan to rahe
Na koi doori jaane mann
Lehron ke jaise mil jaaye hum
Yeh tanhaai aur tum hum
Khata na koi ho jaye
Khata na koi ho jaye
Mujhe tu kyun tarsaaye
Mujhe tu kyun tarsaaye

Aa jaa sanam meri baahon mein
Duba deewana baahon mein
Mujhe tu kyun tarsaaye
Khata na koi ho jaye
Mujhe tu kyun tarsaaye
Khata na koi ho jaye.