Khan Khan Karte Hai Kangan Lyrics - Deepa Narayan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Khan khan karte hai kangan song is from Yeh Dosti (1998) and it is sung by Deepa Narayan. This song is penned by Asad Ajmeri and composed by Ghulam Ali. This song was released on 01 Jan 1998.
Lyrics
khan khan khan khan karte hain
jab kangan aadhi raat ke baad
khan khan khan khan karte hain
jab kangan aadhi raat ke baad
khan khan khan khan karte hain
jab kangan aadhi raat ke baad
yaad mujhe aane lagte hain
saajan aadhi raat ke baad
khan khan khan khan karte hain
jab kangan aadhi raat ke baad
na jane kya hua hai
jab se saal solwa aaya hai
kahti hain sab sakhiya
mera ang ang muskaya hai
na jane kya hua hai
jab se saal solwa aaya hai
kahti hain sab sakhiya
mera ang ang muskaya hai
ang ang muskaya hai
main butkut par deekh rahi hu
darpan aadhi raat ke baad
main butkut par deekh rahi hu
darpan aadhi raat ke baad
yaad mujhe aane lagte hain
saajan aadhi raat ke baad
khan khan khan khan karte hain
jab kangan aadhi raat ke baad
aankho me rangeen hazaro
sapne roz sajati hu
mithi neend me sote sote
chaunk ke main uth jaati hu
aankho me rangeen hazaro
sapne roz sajati hu
mithi neend me sote sote
chaunk ke main uth jaati hu
chaunk ke main uth jaati hu
lagta hai wo khinch rahe hain
daman aadhi raat ke baad
lagta hai wo khinch rahe hain
daman aadhi raat ke baad
yaad mujhe aane lagte hain
saajan aadhi raat ke baad
khan khan khan khan karte hain
jab kangan aadhi raat ke baad
socha hai pardesh se jis din
laut ke wo ghar aayenge
aate hi wo bade pyar se
mujhko gale lagayenge
socha hai pardesh se jis din
laut ke wo ghar aayenge
aate hi wo bade pyar se
mujhko gale lagayenge
mujhko gale lagayenge
din bhar sata ke sopungi
main tan man aadhi raat ke baad
din bhar sata ke sopungi
main tan man aadhi raat ke baad
yaad mujhe aane lagte hain
saajan aadhi raat ke baad
khan khan khan khan karte hain
jab kangan aadhi raat ke baad