Mausam haseen rangeen song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Mausam haseen rangeen samaa
Aise mein hum dono jawaan
Mausam haseen rangeen samaa
Aise mein hum dono jawaan
Dil par nasha saa chhane bhi de
Mujhko jara paas aane de


Mausam haseen rangeen samaa
Aise mein hum dono jawaan
Raat jara bhar jaane bhi de
Hosh mein mujhko aane bhi de
Mausam haseen rangeen samaa
Aise mein hum dono jawaan


Ye leharake kehati hain kaali ghata
Ke hotho se nagamo ki masti luta
Ye leharake kehati hain kaali ghata
Ke hotho se nagamo ki masti luta
Jara apne chehare se aanchal hata
Ye mauka milega hume phir kahan
Mausam haseen rangeen samaa
Aise mein hum dono jawaan
Mausam haseen rangeen samaa
Aise mein hum dono jawaan


Hain chahat ki raahon mein pehla kadam
Juda ab na honge lelo kasam
Hain chahat ki raahon mein pehla kadam
Juda ab na honge lelo kasam
Tumhein apni manzil hain maana sanam
Koi aa sakena ab darmiyaan
Mausam haseen rangeen samaa
Aise mein hum dono jawaan
Mausam haseen rangeen samaa
Aise mein hum dono jawaan


Tumhara ye chehara nigahon mein hain
Ye saara jahana meri raahon mein hain
Tumhara ye chehara nigahon mein hain
Ye saara jahana meri raahon mein hain
Meri zindagi meri baahon mein hain
Zamane se kehado na le intehaan
Mausam haseen rangeen samaa
Aise mein hum dono jawaan
Mausam haseen rangeen samaa
Aise mein hum dono jawaan.