Kaun jaane ke song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Sep 2006.
Kaun jaane ki tumhen
Yaad bhi hai yaaki nahi
Kaun jaane ki tumhen
Yaad bhi hai yaaki nahi
Main ne ik khat tumhain
Likha tha pareshani mein
Main ne ik khat tumhain
Likha tha pareshani mein
Kaun jaane ki tumhen
Yaad bhi hai yaaki nahi
Main ne ik khat tumhain
Likha tha pareshani mein


Maine likha tha zarurat
Hain sahare ki
Do sahara jo mujhe
Tum to inayat hogi
Ik sahare ki tumhen
Bhi to zururat hogi
Karlo samil mujhe aankhon
Ki nigehbani mein
Main ne ik khat tumhain
Likha tha pareshani mein
Kaun jaane ki tumhen
Yaad bhi hai yaaki nahi
Main ne ik khat tumhain
Likha tha pareshani mein


Naam likha tha mera
Koi nahi duniya mein
Maile aakash pe jaise
Koi baadal tanha
Jaise basti ko kisi
Mod pe itar tanha
Jaise murjaya hua
Koi kamal paani mein
Main ne ik khat tumhain
Likha tha pareshani mein
Kaun jaane ki tumhen
Yaad bhi hai yaaki nahi
Main ne ik khat tumhain
Likha tha pareshani mein


Maine likha tha magar
Ye mujhe malum na tha
Main tumhein rooh ki
Jagir nahi likh sakta
Khat to likh sata hun
Taqdeer nahi likh sakta
Bhul jaana
Bhul jaana ke khata
Aap ye naadani mein
Main ne ik khat tumhain
Likha tha pareshani mein
Kaun jaane ki tumhen
Yaad bhi hai yaaki nahi
Main ne ik khat tumhain
Likha tha pareshani mein.