Kaun Hoon Main Lyrics - Prince Its Showtime | Nandana Sen | Vivek Oberoi | Amit Behl | Atif Aslam | Shreya Ghoshal
in Movies
Watch the Video
Song Information
Kaun hoon main song is from Prince Its Showtime (2010) and it is sung by Atif Aslam and Shreya Ghoshal.It stars Nandana Sen, Vivek Oberoi, Amit Behl, Dalip Tahil in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Sachin Gupta. This song was released on 09 Apr 2010.
Lyrics
Aa aa aa...
Anjaani si khwaahish hai
Anjaana hai afsana
Na meri koi manzil hai
Na koi hai thikana
Anjaani si khwaahish hai
Anjaana hai afsana
Na meri koi manzil hai
Na koi hai thikana
Aa aa aa...
Kaun hoon main, kiski mujhe talaash
Meri sooni sooni tanha raahon par
Who am I, who who am I ?
Behke behke se palchhin hain
Hosh mein bhi madhoshi hai
Mujhko sunaai deti hai
Yeh kaisi khamoshi hai..
Who am I?
Behke behke se palchhin hain
Hosh mein bhi madhoshi hai
Mujhko sunaai deti hai
Yeh kaisi khamoshi hai..
Aa aa aa...
Kaun hoon main, kiski mujhe talaash
Kaun hoon main, kiski mujhe talaash
Meri sooni sooni tanha raahon par
Who am I, who who am I ?
Koi bhi to jaane na
Aalam meri tanhayi ka
Peechha karta rehta hoon
Main to apni parchhaai ka
Aa...
Koi bhi to jaane na
Aalam meri tanhayi ka
Peechha karta rehta hoon
Main to apni parchhaai ka
Wo o... Aa aa aa...
Kaun hoon main, kiski mujhe talaash
Kaun hoon main, kiski mujhe talaash
Meri sooni sooni tanha raahon par