Kasmen Wade Pyar Wafa Sab Baaten Hain Lyrics - Pran | Manoj Kumar | Asha Parekh | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
1967
Lyrics
koyi kisi ka nahi ye jhoothhe,
naate hain naato ka kya
kasme waade pyaar wafaa sab,
baatein hain baato ka kya
naate hain naato ka kya
kasme waade pyaar wafaa sab,
baatein hain baato ka kya
hoga masiha
hoga masiha saamne tere,
phir bhi na tu bach paayega
tera apna…
tera apna khoon hi aakhir tujhko aag lagaayega
aasmaan mein
aasmaan me udne waale mitti mein mil jaayega
kasme waade pyaar wafaa sab, baatein hain baato ka kya
hoga masiha saamne tere,
phir bhi na tu bach paayega
tera apna…
tera apna khoon hi aakhir tujhko aag lagaayega
aasmaan mein
aasmaan me udne waale mitti mein mil jaayega
kasme waade pyaar wafaa sab, baatein hain baato ka kya
sukh mein tere
sukh mein tere saath chalenge,
dukh mein sab mukh modenge
duniya waale
duniya waale tere bankar tera hi dil todenge
dete hain
dete hain bhagwaan ko dhokha,
insaan ko kya chhod enge
kasme waade pyaar wafaa sab,
baatein hain baato ka kya
sukh mein tere saath chalenge,
dukh mein sab mukh modenge
duniya waale
duniya waale tere bankar tera hi dil todenge
dete hain
dete hain bhagwaan ko dhokha,
insaan ko kya chhod enge
kasme waade pyaar wafaa sab,
baatein hain baato ka kya