karuuN kyaa aas niraas bhaii Lyrics - Mumtaz | Meena Kumari | Rajesh khanna | Saigal

1939

Lyrics

karun kya aas niraas bhai - 4
diya bujhe phir se jal jaaye
raat andheri jaye din aye
mitati as hai jyot ankhiyan ki - 2
samajh gai to gai
karun kya
jab na kisine raah sujhai
dilase ek avaz ye ai
himmat baandh sambhal badh age, rok nahin hai koi,
karun kya aas niraas
karana hoga khun ko paani
deni hogi har qurabani
himmat hai to itana samajh le, aas bandhegi nai,
karun kya aas niraas