Kano mein kahne wali song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kumar Arora. This song was released on 01 Jan 1991.
Kano mein kahne wali hai jo
Kaise main keh doon khul ke wo baat
Sajana sajana
Dekha hai meine koi sapna
Kaise kahu kaise kahun
Kahe bina kaise rahun


Kano mein kahne wali hai jo
Dil mein chhupa le dil ki wo baat
Sajana sajana
Dekha hai meine koi sapna
Kaise kahu kaise kahun
Kahe bina kaise rahun
Kano mein kahne wali hain jo
Dil mein chhupa le dil ki wo baat


Aankhon aankhon mein
Boli sau baar main
Tu na samajhe kaise
Karu ikraar main
Laakh jatan kar ke
Ab to gayi haar main
Been bole jo pyar yeh samajhe
Hoga koi deewana
Sajana sajana
Mana hai maine tujhe apna
Main jo chahu to wo jaane
Baate meri kyu na mane
Kano mein kahne wali hain jo
Dil mein chhupa le dil ki wo baat


Aaye chhaye barse sawan jhum ke
Pyasi papati jalti dhalti chhum ke
Ho main tarsu tere
Aage pichhe jhum ke
Sawan barse tu kyu tarse
Khul ke zara samajhana
Sajana sajana
Muskil hain door rehna
Tan chali mann chali
Dil pe na bas chali
Baaho mein aake lag ja gale se
Khul ke bata de dil ki wo baat
Kano mein kahne wali hain jo
Kaise main keh doon
Khul ke wo baat
Aa re aaja na
Na baba na na na
Aa re aaja na
Na baba na na na.