LyricsTashan

Kamra Tha Mera Bandh Lyrics - Zakhmee Insaan | Shakti Kapoor | Rita Bhaduri | Javed Khan | Suresh Wadkar | Dilraj Kaur

in Movies

Watch the Video

Song Information

Kamra tha mera bandh song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by S Mehbood. This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

kamra tha mera band darwaje pe tha taala
kamra tha mera band darwaje pe tha taala
tum aaye kaise ander kya taala tod dala
kamra tha mera band darwaje pe tha taala
kamra tha mera band darwaje pe tha taala
tum aaye kaise ander kya taala tod dala
dil na nahi main kaala banda hu bhola bhala
dil na nahi main kaala banda hu bhola bhala
meri khata nahi thi taala tha dhila dhala
kamra tha mera band darwaje pe tha taala
tum aaye kaise ander kya taala tod dala

kaise karu yaki main tujh jaise aadmi par
kaise karu yaki main tujh jaise aadmi par
kahte hai log mujhse marta hai tu kisi par
logo ka kaam to hai aapas me hi ladana
mera yakin karle main hu tera diwana
aa hontho se laga de
aa hontho se laga de rup rang ka ye pyala
meri khata nahi thi taala tha dhila dhala
kamra tha mera band darwaje pe tha taala
tum aaye kaise ander kya taala tod dala

jo pass mere aaye to shor macha dungi
jo pass mere aaye to shor macha dungi
samaan churane ka ilzaam laga dungi
ilzaam laga de ya ab shor macha de tu
main kya karu ke dil pe mere nahi hai kabu
lagta hai daal me
lagta hai daal me kuch hai jarur kala
meri khata nahi thi taala tha dhila dhala
kamra tha mera band darwaje pe tha taala
tum aaye kaise ander kya taala tod dala

aate hi honge bapu jaldi se bhag jaao
bhag jaao na
aate hi honge bapu jaldi se bhag jaao
agar khair manani hai to der na lagao
bapu ke dar se tere jaunga nahi rani
darta nahi hu tere bapu se o diwani
kamjor main nahi hu are samjhi na
kamjor main nahi hu main hu bada jiyala
meri khata nahi thi taala tha dhila dhala
kamra tha mera band darwaje pe tha taala
tum aaye kaise ander kya taala tod dala
dil na nahi main kaala banda hu bhola bhala
meri khata nahi thi taala tha dhila dhala
tum aaye kaise ander kya taala tod dala
o meri khata nahi thi taala tha dhila dhala
tum aaye kaise ander kya taala tod dala

Related Songs

More songs from Zakhmee Insaan (1982)
More songs of Shakti Kapoor
More songs of Rita Bhaduri
More songs of Javed Khan
More songs of Suresh Wadkar
More songs of Dilraj Kaur