kal meri tarah mujhko, salam aap karengekal meri tarah mujhko, salam aap karengekhamosh rahunga main, kalaam aap karenge kal meri tarah mujhko, salam aap karengedikhalaa ke jhalak hosh talak chhin liya hai saaki ne mujhe maiy ki vajah pyaas jiya hai maikhane mein aankho ke jise band kiya hai khud pesh kisi din wohi, jaap aap karenge khamosh rahunga main, kalaam aap karenge kal meri tarah mujhko, salam aap karengeraate naa rahi meri na, ab din rahe mere raate naa rahi meri na, ab din rahe mere rahte hai sada aap, khyalaat ko ghere
rukhsaar pe bikhara ke, julfo ke andhere julfo ke andhere kab tak ke yun hi subah ko, shaam aap karenge khamosh rahunga main, kalaam aap karenge kal meri tarah mujhko, salam aap karengenajre hai kisi ki yahi, aur dil bhi yahi hai kaise kahu chahat ka, asar un pe nahi hai lag jayengi kuchh der, magar mujhko yakin hai mujhko yakin hai lag jayengi kuchh der, magar mujhko yakin hai ek roj mere ghar mein, kyam aap karenge khamosh rahunga main, kalaam aap karenge kal meri tarah mujhko, salam aap karengesalam aap karenge, salam aap karenge