Kaise bhaye sakhi rut sawan ki song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Seth Jagat Narain. This song was released on 01 Jan 2018.
Kaise bhaye sakhi rut sawan ki
Kaise bhaye sakhi rut sawan ki
Piya bheji na takiya aavan ki
Piya bheji na takiya aavan ki
Kaise bhaye sakhi rut sawan ki


Chham chham chham chham
Barsat badara aa aa aa
Chham chham chham chham
Barsat badara
Roye roye naino se
Beh gaya kajara
Aag lage aise saawan ko
Aag lage aise saawan ko
Jaan jalaawe jo birhan ki
Kaise bhaye sakhi rut sawan ki
Kaise bhaye sakhi rut sawan ki


Dhun bansi ki saawaniya gaaye
Aa aa aa
Saawaniya gaaye
Dhun bansi ki saawaniya gaaye
Ghaayal mann sun dolat jaaye
Banake agan
Akhiyan mein dhadake
Banake agan
Akhiyan mein dhadake
Aas lagi piya darsan ki
Kaise bhaye sakhi rut sawan ki
Kaise bhaye sakhi rut sawan ki
Piya bheji na takiya aavan ki
Piya bheji na takiya aavan ki
Kaise bhaye sakhi rut
Kaise bhaye sakhi rut
Ma ga re sa sawan ki
Kaise bhaye sakhi rut
Sawan ki.