Humdard jo banta hai garibon ka song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Seth Jagat Narain. This song was released on 01 Jan 2018.
Hum dard jo banta hai garibo ka zamana
Ye bhi hai amiro ke liye ik bahana
Unchi unchi dukan fika fika pakwan
Biki biki amiro tumhari ye shan
Unchi unchi dukan fika fika pakwan
Biki biki amiro tumhari ye shan


Dekhi dekhi amiro tumhari ye shan
Dekhi dekhi amiro tumhari ye shan
Mehnat hamari khazane tumhare
Dekhi dekhi amiro tumhari ye shan
Mehnat hamari khazane tumhare
Tumhare khazano ki hum darban
Tumhare khazano ki hum darban
Dekhi dekhi amiro tumhari ye shan
Unchi unchi dukan fika fika pakwan
Dekhi dekhi amiro tumhari ye shan
Unchi unchi dukan fika fika pakwan
Dekhi dekhi amiro tumhari ye shan


Dunia ki khshiya hai hissa tumhara
Tum kyu sunoge ji kissa hamara
Dunia ki khshiya hai hissa tumhara
Tum kyu sunoge ji kissa hamara
Lambi jubane bahre hai kan
Lambi jubane bahre hai kan
Dekhi dekhi amiro tumhari ye shan
Unchi unchi dukan fika fika pakwan
Dekhi dekhi amiro tumhari ye shan
Unchi unchi dukan fika fika pakwan
Dekhi dekhi amiro tumhari ye shan


Jite raho tum jite rahe hum
Khidmat tumhari karte rahe hum
Jite raho tum jite rahe hum
Khidmat tumhari karte rahe hum
Tumhari adao pe hum kurban
Tumhari adao pe hum kurban
Dekhi dekhi amiro tumhari ye shan
Unchi unchi dukan fika fika pakwan
Dekhi dekhi amiro tumhari ye shan
Unchi unchi dukan fika fika pakwan
Dekhi dekhi amiro tumhari ye shan.