Bollywood Songs
Album Songs
Punjabi Songs
Bhojpuri Songs
Movies
Bollywood Movies
Bhojpuri Movies
Movies of 2010s
Movies of 2000s
Movies of 1990s
Movies of 1980s
Movies of 1970s
Movies of 1960s
Movies of 1950s
Movies of 1940s
Upcoming Movies
Other Songs
Bengali Songs
English Songs
Haryanvi Songs
Kannada Songs
Korean Songs
Lyrics Coming Soon
Spanish Songs
Tamil Songs
Telugu Songs
Actors
All Actors
Top Actors
Top Actresses
Shah Rukh Khan
Amitabh Bachchan
Salman Khan
Akshay Kumar
Aamir Khan
Putlibai (1972)
Sujit Kumar
Hiralal
Rashida Khatoon
Yusuf Azad
Rashida Khatoon
Yusuf Azad
Home
Movies
Putlibai (1972)
Kaise Besharm Aashiq Hai
Kaise Besharm Aashiq Hai Lyrics - Putlibai | Sujit Kumar | Hiralal | Rashida Khatoon | Yusuf Azad
Kaise besharm aashiq hai song is from
Putlibai (1972)
and it is sung by
Rashida Khatoon
and
Yusuf Azad
.It stars
Sujit Kumar
,
Hiralal
,
Rashida Khatoon
,
Yusuf Azad
in leading roles. This song is penned by
Zafar Gorakhpuri
and composed by
Jaikumar Paarte
. It is produced by B. K. Adarsh. This song was released on 01 Jan 2018.
kaise besharm aashiq hai ye aaj kekaise besharm aashiq hai ye aaj keinko apna banana gjab ho gaya kaise besharm aashiq hai ye aaj keinko apna banana gjab ho gayadhire dhire kalai lage thamne dhire dhire kalai lage thamneinko anguli thamana gjab ho gaya dhire dhire kalai lage tham neinko anguli thamana gjab ho gaya jo ghar me sil pe masala talak na pees sakeunhe ye naz hume khak me milayenge kalai dekho to chhudi ka bhojh sah na sake or uspe dava ke talwar hum uthayenge fareb me in ka nahi koi insani ye jisko das le vo mange na umarbhar panibada ajib hai dastur inki mehfil ka bulaya jata hai izat badhayi jati haifir uske baad katal karke aashik kobadi dhoom se mayiyat uthai jati haikhata hamari hai jo humne unse pyar kiya bura kiya jo hasino pe aitbar kiya bhul humse hui inke aashik bane bhul humse hui inke aashik bane paas inko bulana gajab ho gaya bhul humse hui inke aashik bane paas inko bulana gajab ho gaya thokro me the jab tak to sidhe the ye thokro me the jab tak to sidhe the ye arey inko sir pe baithana gajab ho gaya thokro me the jab tak to sidhe the ye inko sir pe baithana gajb ho gayahum orato ko nazar se utarne valo khabar bhi hai tumhe sher ki bhagarne valo ke zamin pe putli bhi ek orat haijisme mard ko lalkarne ki himmat haipehan ke sir pe dileri ka taj baithi haijo ghar me thi vo singhasan pe aaj baithi haiager jhuke to ye dil kya jaan bhi de dejo sir uthaye to mardo ki jaan bhi leleagar chhe phul ka haar hai yahi oratjo jid pe aaye to talwar hai yahi orat ye putli ban ke jamane ko mod sakti haiuthe to mard ka panja marod sakti haiteri himmat pe putli hume naz haiteri himmat pe putli hume naz haitera maida me aana gajab ho gaya teri himmat pe putli hume naz haitera maida me aana gajab ho gaya ek din bole farishte karle dunia ki sairya khuda dunia teri suni hai orat ke baigeruth pade himmat dikhane ke liye kudrat ke hathsoch li mola ne orat ko janam dene ki baatisi tarah malik ne ki karigari ki ittada chand se manga ujala nur suraj se liya roop sainyaro se manga rang usha se liya pankhadi se li nazakator kaliyo se ada sham se kajal liya or subha se vada liya bijaliyo se kahar manga aag se gussa manga hosla chattan se or dard panchhi se liya aasma se julm manga sabr dharti se liyashaakh se angdaaiya jharano se ithlana liya bubule se nazuki or nadi se balkhana liyaaayine se rehti tasvir se khamoshiya lahar se athkheliya maangipawan se sokhiya aankh li hirni se or shabnam se aasu le liya
badaliyo se julam or nazaro se jadu le liya laajvanti se sharm or raat rani se hayaaabru moti se li suraj mukhi se li wafa zahar nagin se liya or saap se dasna liya katana bichhu se maanga or teer se chubhana liya lomdi se mang li ta umar ki makkariya makhiyo se shor or machhar se li aayariyaitni chize jab lagi mola ke hath or in sab ko milaya jab khuda ne ek sathtab jakar badi mehnat se ek murat banidil nashi figar bana ek dil ruba surat banidekh kar apni kalakari ko mola has padaor usi anmol shai ka naam orat rakh diya rakh chuka jab naam uske baad yu kehne laga mai bana kar tujhe khud pareshan humai bana kar tujhe khud pareshan huarey tujhko dunia me lana gajab ho gaya mai bana kar tujhe khud pareshan huarey tujhko dunia me lana gajab ho gaya jab mere mola ne socha mard ko paida kare sabse pehle ye sawal aaya ke kudrat kya kare patharo se sandhi li or berukhi takdir sekeher tufano se manga or gajab shamsir seli gadhe se akal or kauve se saiyanapan liyaor kuch kutte ki tedhi dum se tedhapan liya ghat li billi se or chuhe se maanga bhagna or ullu se liya raato ko iska jagna le liya tote se aankhe fer lene ka chalan bhediye se khoon peene ka liya diwanapan li gayi girgit se har dam rang badalne ki ada jisse orat ko diya karta rahe dhokha sada to isko nafarmaniya bakshi gayi shaitan kijhuth bole ye kha kar kasam bhagwan ki leke mitti me masala jab ye milvaya gaya sarkh us dam marad ki fitrat me ye paya gayamarad ke putlo me jis dam jaan dhaudai gayiusme orat ki bhi thodi si ada payi gayiorato me mard ki surat nahi milti janab par mardo me milte hai jannane behisab shakal mardo ki to adat janane ho gayeshakal mardo ki to adat janane ho gayekya khuda ne chaha tha or kya na jane ho gaye ban chuke marad jab to mola ne mere yu kaha kyaacha khasa banaya tha maine ise acha khasa banaya tha maine ise ban gaya ye janana gjab ho gaya acha khasa banaya tha maine ise ban gaya ye janana gjab ho gaya vaah rey putli bai kya dileri dikhayi teri himmat ke sadke teri jarurat ke sadke tu bahadur tu nidar akal or hosh tujhme jism orat ka lekin mard ka josh tujhme teri himmat ki kasam vakayi sher hai tujisko samjhe na koi wo ulat fer hai tu teri himmat ki kasam wakayi sher hai tutune jo kuch bhi muh se kaha kar diya tune jo kuch bhi muh se kaha kar diya tera kar ke dikhana gajb ho gayatune jo kuch bhi muh se kaha kar diya tera kar ke dikhana gajb ho gayateri himmat pe putli hume naz haitera maida me aana gajab ho gaya teri himmat pe putli hume naz hai
View All
More songs
from Putlibai (1972)
Mere Meet Bata
Dhunda Tujhe Lakho Mein
Babu Chhedo Na
Mere Ghunghru Ke Bol Anmol
View All
More songs
of Sujit Kumar
Aadhi Baat Ho Chuki
Aao Na Gale Laga Lo Na
Aap Ko Dekh Ke
Asli Kya Hai Nakli Kya Hai
Aye Khuda Har Faisla
Bada Natkhat Hai Re Krishan Kanhaiya
Bheega Badan Jalne Laga
Chala Jaata Hoon
Chhoti Si Umar Mein Lag Gaya Rog
Chingari Koi Bhadke
View All
More songs
of Hiralal
Aaj Hui Hai Bhor Suhani Pehli Baar
Aaj Mausam Bada Beimaan Hai
Aisa Zakhm Diya Hai
Tu Mera Dil Tu Meri Jaan
Dil Kehta Hai
Duniya Mein Tera Hai Bada Naam
Koi Sehri Babu
Raja Ko Rani Se Pyaar Ho Gaya
Tere Husn Ki Kya Tarif Karu
View All
More songs
of Yusuf Azad
Aa Darbare Chishtiya Me Bolo To Kuch Zubaan Se
Bade Shokh Hote Hai Husnwale
Hume Itna Bata Do
Jhuthe Wado Ne Maar Dala
Jo Mammi Ki Aankhon Ke Tare The Hum Tum
Tune Loota Hai Laakhon Ka Shabab, Tera Khana Kharab
Wo Jab Jalwa Dikhate Hai
Damadam Mast Kalandar
Search
LyricsTashan
View All
Latest
Movie Songs
View All
Latest
Punjabi Songs
View All
Top
Singers
View All
Great
Movies
View All
Top
Actors
External
Links
Open in app
X