Kaho dola utare song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1952.
Kaho dola utare kahar
Kahar kaho dola utare kahar
Dola utare dola utare kahar
Kahar kaho dola utare kahar


Kahdo gagan se chanda ko ware
Kahdo gagan se chanda ko ware
Gaye pawan or nache sitare
Nache sitare
Ghunghat uthaye bahar
Bahar kaho bahar kaho
Dola utare kahar


Jhume umange sanso ke man me
Jhume umange sanso ke man me
Aaj khushi si jhalke nayan me
Jhalke nayan me
Karti nanadiya pukar
Karti nanadiya pukar
Pukar kaho pukar kaho dola utare kahar


Babul ki ghar se ghar ko piya ke
Babul ki ghar se ghar ko piya ke
Pahuchi hai gori bachpan bita ke
Lekar umange hazar
Lekar umange hazar
Bahar kaho bahar kaho
Dola utare kahar
Kahar kaho dola utare kahar.