Kahe ab ki bahar song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kahe ab ki aye bahar
Kahe ab ki aye bahar
Fika hai har khumar
Kahe ab ki aye bahar
Fika hai har khumar


Tujhme jo bat thi
Wohh kaha kho gayi
Haye re tu aaj kya se kya ho gayi
Haye re tu aaj kya se kya ho gayi
Kahe ab ki aye bahar
Kahe ab ki aye bahar
Fika hai har khumar
Tujhme jo bat thi
Wohh kaha kho gayi
Haye re tu aaj kya se kya ho gayi
Haye re tu aaj kya se kya ho gayi
Kahe ab ki aye bahar


Pahla sa rang nahin kaliyo mein teri
Nahin woh mahak kahi galiyo mein teri
Pahla sa rang nahin kaliyo mein teri
Nahin woh mahak kahi galyio mein teri
Rani teri rat ki woh kaha kho gayi
Haye re tu aaj kya se kya ho gayi
Haye re tu aaj kya se kya ho gayi
Kahe ab ki aye bahar
Kahe ab ki aye bahar
Fika hai har khumar
Tujhme jo bat thi woh kaha kho gayi
Haye re tu aaj kya se kya ho gayi
Kahe ab ki aye bahar


Bijli ki bindiya chamakti nahin kahe
Pavan basanti bahakti nahin kahe
Bijli ki bindiya chamakti nahin kahe
Pavan basanti bahakti nahin kahe
Sakhi teri saz ki woh kaha kho gayi
Hare re tu aaj kya se kya ho gayi
Hare re tu aaj kya se kya ho gayi
Kahe ab ki aye bahar
Kahe ab ki aye bahar
Fika hai har khumar
Tujhme jo bat thi woh kaha kho gayi
Haye re tu aaj kya se kya ho gayi
Kahe ab ki aye bahar.