Kahan se ye sholon ka song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jun 1956.
Kahan se ye sholon
Ka toofan aaya
Ki jisne mere pyaar
Ka ghar jalaya
Itna mujhe bata de
O bewafa zamane
Itna mujhe bata de
O bewafa zamane
Poore kabhi na honge
Kya pyar ke afsaane
Itna mujhe bata de
O bewafa zamane
Itna mujhe bata de


Chamkenge haay kab
Tak yun bijaliya chaman par
Hote rahenge yun hi
Barbaad pyaar ke ghar
Kab tak jala karenge
Ulfat ke aasmaan
Itna mujhe bata de
O bewafa zamane
Poore kabhi na honge
Kya pyar ke afsaane
Itna mujhe bata de
O bewafa zamane
Itna mujhe bata de


Koi nahi sungega
Kya bebaso ke naale
Rote raheng yun hi
Kya pyaar karne wale
Dhundhegi badnaseebi
Kya kya naye bahane
Itna mujhe bata de
O bewafa zamane
Poore kabhi na honge
Kya pyar ke afsaane
Itna mujhe bata de
O bewafa zamane
Itna mujhe bata de.