Kab tak uthayen aur song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kab tak uthayen aur
Yeh gham intezar ka
Kab tak uthayen aur
Yeh gham intezar ka
Aaja charag bujh
Raha hai tere pyar ka
Kab tak uthayen aur yeh gham


Tufan gham ke aaye
Ya hawaye julm ki
Tufan gham ke aaye
Ya hawaye julm ki
Fir bhi na bujh sakega
Ye charag pyar ka
Aaja charag bujh
Raha hai tere pyar ka
Kab tak uthayen aur yeh gham


Aye kash ke dildar
Jab ho unse mulakat
Aye kash ke dildar
Jab ho unse mulakat
Itna to dile bekarar ka
Aaja charag bujh
Raha hai tere pyar ka
Kab tak uthayen aur yeh gham


Fariyad karne wale
Ab fiza ka khof kya
Fariyad karne wale
Ab fiza ka khof kya
Dar pe tere aa pahucha
Hai mausam bahar ka
Aaja charag bujh
Raha hai tere pyar ka
Kab tak uthayen aur yeh gham.