Kab se milan ki lagan lagi song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Seeroo Daryanani. This song was released on 01 Jan 2018.
Kab se milan ki lagan lagi
Kab se milan ki lagan lagi
Saare badan mein agan lagi
Aur na tarsa mujh pe pyaar barsa
O piya o piya
Kab se milan ki lagan lagi
Saare badan mein agan lagi


Sagar kinare main
Pyaasi khadi pyaasi khadi
Piya tere hote udasi khadi
Birha ki pida main
Kab tak sahu kab tak sahu
Tujh se na khu to main kis se kahu
Tujh se na khu to main kis se kahu
Kab se milan ki lagan lagi
Saare badan mein agan lagi
Aur na tarsa mujh pe pyaar barsa
O piya o piya
Kab se milan ki lagan lagi
Saare badan mein agan lagi


Kya hai khata meri
Yeh to bata yeh to bata
Dur dur rehake na mujhko sata
Sadke kahin na guzar jaau main
Guzar jaau main
Pyaasi thi pyaasi nam ar jaau main
Kab se milan ki lagan lagi
Saare badan mein agan lagi
Aur na tarsa mujh pe pyaar barsa
O piya o piya o piya o piya.