Kaash (title) song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 04 Apr 2000.
Kaash aisa koi manzar hota
Kaash aisa koi manzar hota
Mera kanthe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota
Mera kanthe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota


Jama karta jo mein aaye huve sang
Jama karta jo mein aaye huve sang
Sar chhupane ke liye ghar hota
Sar chhupane ke liye ghar hota
Mera kanthe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota


Is balandi pe bahut tanha hu
Tanha hu bahut tanha hu
Tanha hu tanha hu
Is balandi pe bahut tanha hu
Kaash mein sab ke barabar hota
Kaash mein sab ke barabar hota
Mera kanthe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota


Usne uljha diya dhuniya mein mujhe
Usne uljha diya dhuniya mein mujhe
Varna ek aur kalandar hota
Varna ek aur kalandar hota
Mera kanthe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota
Mera kanthe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota.