Jungli sher song is sung by .It stars and in leading roles. The music of this song is composed by . This song was released on 10 Nov 2019.
Sunege kya?.. Sunege kya?..

Sher log ki kahani?

Haan..

Sez on the beat..

Chal sun le..

This is my story,

Chhota sa main ladka,

Chhoti cheezon pe main bharka

Mere daal mein nahi tha tadka,

Ghar mein baap ke roz ka lafda,

Dafna mushkilon ko,

Meri maa ki kamaai ne,

Baap wala role nibhaya mere bhai ne,

Tairna sikha khaai mein,

Isiliye shabdon mein gehraai hai,

Zindagi toh ek ladaai hai,

Jo paiso mein samaayi hai,

Khoti Pateli tumahri,

Peeke liquor wali die hai,

Idhar jigar wali die hai,

Teri tipper wali die hai

Jo dikhta hai wo bikta hai,

Samajdaar ho toh tikta hai,

Paisa ho toh lala shiksha hai,

Umeed garibon ka riksha hai,

Jo ameer leke nikla hai,

Iss jismon ke samunder mein,

Sikandar wo jeet-ta hai,

Dilon ko beta andar se,

Chhutkara paoge jhanjhat se,

Mehnat aur thodi mannat se,

Thakaan aur thodi kismat se,

Parbat bhi bante kankad se,

Aaram hi hogi jannat mein,

Hum pale jahaa tu palti le,

Iss jungle ki kahani mein,

Khiladi mere jungli hain,

Khiladi mere jungli hain,

(I'm the voice of the streets)

Khiladi mere jungli hain,

(Till they put me beneath)

Is jungle ki kahani mein,

(only truth I will seek)

Khiladi mere jungli hain, (x2)

Upar nikle tere niche se,

Baatein karte pichhe se,

Beef ki baatein garam garam,

Saliyon se hum seekh dete,

Ajjeb se the,

In kauon ke beech hum cheel se the,

Patte watte peeste the,

Paise uspe fees ke the,

Bheek dete..

Gyan tujhe in galiyon ki,

In chhoti khilti pariyon ki,

Bukhe sote jo galiyon mein,

Un ulti seedhi zariyon ki,

Majburi ki un ghadiyon ki,

Aasu bhare in nadiyon mein,

To atack,

Mere kaam ke beech mein,

Satack,

Tere kaan ke neeche,

Patack,

Dunga crowd ke beech mein,

Haan..

To chamak,

Apne kaam ki reet mein,

Jhapk-ne ke tapak-ne ke,

Sabak lene se acha hai,

Farak samajh ke chamak dhamak ke,

Ramach wamach se watna hai,

Kaamyabi ke nashe ko chakhna hai,

Imaandari ki seedi se chadna hai,

Durghatna hai?

Wo toh bachpan se hi ghatri hai,

Iss jungle ki kahani mein,

Khiladi mere jungli hain, kya?

Khiladi mere jungli hain,

(I was raised in the gutter)

Khiladi mere jungli hain,

(Don't ply with my money)

Iss jungle ki kahani mein,

(I know what is hunger)

Khiladi mere jungli hain, (x2)

Haan..

Khiladi mere jungli hain,

(I'm the voice of the streets)

Khiladi mere jungli hain,

(Till they put me beneath)

Is jungle ki kahani mein,

(only truth I will seek)

Khiladi mere jungli hain,

(Till they put me beneath)

Khiladi mere jungli hain,