Jo ijaazat ho to ek baat kahu song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Alankar Chitra. This song was released on 01 Jun 1962.
jo izazat ho to ek baat kahu
jo izazat ho to ek baat kahu
suno suno janeman, kaho kaho janeman
main bhi kuchh pyar ke halat kahu
suno suno janeman, kaho kaho janeman
jo izazat ho to ek baat kahu
suno suno janeman, kaho kaho janeman

ye batao teri palko me chipa chipa kaun hai
o dilruba in aankho me tere siva kaun hai
ye batao teri palko me chipa chipa kaun hai
dilruba in aankho me tere siva kaun hai
ye ada ye masti ise kya kahte hai ji
ye na pucho ye mohabbat ka hai deewanapan
jo izazat ho jo izazat ho to ek baat kahu
suno suno janeman, kaho kaho janeman

dil gaya teri chahat me sanam mera dil gaya
o mil gaya piya mujhko to saara jaha mil gaya
o dil gaya teri chahat me sanam mera dil gaya
o mil gaya piya mujhko to saara jaha mil gaya
to nazar kyun hai jhuki ise kya kahte hai ji
ye na pucho ye mohabbat ka hai deewanapan
main bhi kuchh pyar main bhi kuchh pyar ke halat kahu
suno suno janeman, kaho kaho janeman

zindagi afsana hai kisi jawa raat ka
o raat kya ek saya hai tere mere saath ka
o zindagi afsana hai kisi jawa raat ka
o raat kya ek saya hai tere mere sath ka
meri lat kyun bikhri ise kya kahte hai ji
ye na pucho ye mohabbat ka hai deewanapan
jo izazat ho jo izazat ho to ek baat kahu
suno suno janeman, kaho kaho janeman
main bhi kuchh pyar ke halat kahu
suno suno janeman, kaho kaho janeman