Jo Dil Ki Baat Hoti Hai Lyrics - Baaz | Johnny Walker | Guru Dutt | Sulochana | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Jo dil ki baat hoti hai song is from Baaz (1953) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Johnny Walker, Guru Dutt, Sulochana, Geeta Bali in leading roles. This song is penned by Majrooh Sultanpuri and composed by Omkar Prasad Nayyar. It is produced by Geeta Bali. This song was released on 26 Jan 1953.
Lyrics
Ghata me chup ke bhi bijli
Jhalak dikhla hi jati hai
Jo dil ki baat samjhe
Jo dil ki baat hoti hai najar tak aa hi jati hai
Jo dil ki baat hoti hai najar tak aa hi jati hai
Najar tak aa hi jati hai
Najar tak aa hi jati hai
Mohabbat ki sada aisi sada hai
Jisko sunte hi
Mohabbat ki sada aisi sada hai
Jisko sunte hi bikhar jati hai haye
Bikhar jati hai lat
Chehre pe lai cha hi jati hai
Jo dil ki baat hoti hai najar tak aa hi jati hai
Najar tak aa hi jati hai
Najar tak aa hi jati hai
Kisi ne sach kaha hai
Dil ko dil se rah hoti hai
Kisi ne sach kaha hai
Dil ko dil se rah hoti hai
Koi kitna bhi haye
Koi kitna bhi muh fere najar takra hi jati hai
Jo dil ki baat hoti hai najar tak aa hi jati hai
Najar tak aa hi jati hai
Najar tak aa hi jati hai
Ye thande mast jhoke or ye bahke hue badal
Ye thande mast jhoke or ye bahke hue badal
Tabiyat range mausam
Tabiyat range mausam
Dekh kar lahra hi jati hai
Jo dil ki baat hoti hai najar tak aa hi jati hai
Najar tak aa hi jati hai
Najar tak aa hi jati hai.