Jis praani par krupa song is from and it is sung by .It stars Raj Verma, Kkhushi and Nirmal Pandey in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ena Bhargava. This song was released on 01 Jan 2018.
jis praani par krupa prbhu ki
wo kab kisse hara
jis praani par krupa prbhu ki
wo kab kisse hara
jiska rachhak? ishwar usko
kab kisne hai mara
jis praani par krupa prbhu ki
wo kab kisse hara

ek shikari aapne ghar se
le dhanush wann nikala bhai
chidiyo ka karne ke liye
wadh van ki or chala bhai
vahan ? ki shakha par
do panchhi sukh se rahete the
ek nar tha duji thi mada
ek duje par marte the
dekha jab dono panchin
ko piyag prshasan huaa bhari
jhat se wann chada liya
wadh ki kar lai taiyari
piyag par najar padi dono
panchhi ghabraye
ab dono man such rahe
ab ud kar pran bach jaye

aasmaan par najar gayi to
ang ang sab phul gaya
sahas dhiraj chhuta ab
usna tak bhul gaye
nag main khooni baaj or
bhumi par piyag hatyara
jiska rachhak ishwar usko
kab kisne hara
jis praani par krupa prbhu ki
wo kab kisse hara

ab to panchhin ki aasha
ka antim sara chhut gaya
kahe rahi hai nar se mada
hai nath vidhata ruth gaya
ab bichhad jayege dono
wo pal swami dur nahi
kuch rahe hum sath sath
vidhi ko ye manjur nahi

maa kya dono panchhi mar gaye
nahi beta dono ne schche man se
prbhu ko yaad kiya
par lila dharti lila ko
na koi hai pahechana
kaise rakasha bhed koi na jana
ek vishdhar achanak
jane kaise prkat huaa
piyag ko ? liya buri tahra
pairo se uske lipat gaya
?hata ulti disha main teer gaya
ambar chakar kat gaha
us panchhi baaj ko chir gaya
mara shikari srp dand se
wann ne baaj ko mara

jis praani par krupa prbhu ki
wo kab kisse hara
jis praani par krupa prbhu ki
wo kab kisse hara
jiska rachhak? ishwar usko
kab kisne hai mara
jis praani par krupa prbhu ki
wo kab kisse hara