Jhum Ke Ga Lyrics - Patanga | Ajit | Shashi Kapoor | Vimi | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Jhum ke ga song is from Patanga (1971) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Ajit, Shashi Kapoor and Vimi in leading roles. This song is penned by Gopaldas Saxena (Neeraj) and composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. It is produced by R.S. Sharma, Kedar Kapoor. This song was released on 20 Aug 1971.
Lyrics
Jhum ke ga yu aaj mere dil
Raat to gujre subah na aaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil
Raat to gujre subah na aaye
Jaise koi bachpan ki kahani
Yaad bhi ho or bhul bhi jaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil
Raat to gujre subah na aaye
Jaise koi bachpan ki kahani
Yaad bhi ho or bhul bhi jaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil
Parda uthake husn ki jidd hai
Parda girade ishq ki jidd hai
Parda uthake husn ki jidd hai
Parda girade ishq ki jidd hai
Dil hai hamara aisa diya jo
Jal bhi na paye bujh bhi na paye
Jhum ke ga yu aaj mere dil
Raat to gujre subah na aaye
Jaise koi bachpan ki kahani
Yaad bhi ho or bhul bhi jaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil
Hasti mitade khud ko bhula de
Apna sabina aap duba de
Hasti mitade khud ko bhula de
Apna sabina aap duba de
Dhundh kinara wo ke jaha par
Chain to aaye hosh na aaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil
Raat to gujre subah na aaye
Jaise koi bachpan ki kahani
Yaad bhi ho or bhul bhi jaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil
Hoth pe nagma aankh me pani
Ek hakikat ek kahani
Hoth pe nagma aankh me pani
Ek hakikat ek kahani
Khushi ka daman gum ka dafan hai
Dono barabar nind jo aaye
Jhum ke ga yu mere dil
Raat to gujre subah na aaye
Jaise koi bachpan ki kahani
Yaad bhi ho or bhul bhi jaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil
Raat to gujre subah na aaye
Jaise koi bachpan ki kahani
Yaad bhi ho or bhul bhi jaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil.