Jhoom ke piya song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jhoom ke piya ki gali
Jhoom ke khushi mein chali
Aa rahi aa rahi hu
Aaj main hawa mein udi
Ja rahi ja rahi ja rahi hu
Jhoom ke piya ki gali
Jhoom ke khushi mein chali
Aa rahi aa rahi hu
Aaj main hawa mein udi
Ja rahi ja rahi ja rahi hu


Ud ud jaaye dupatwa mora
Mud mud jaaye nazariya
Ud ud jaye dupatwa mora
Mud mud jaaye nazariya
Badhti jaaye tamanna meri
Chadti jaaye umariya ho raam
Chadti jaaye umariya
Pyar ho gaya hai aisa
Rang main phulo ke jaisa
La rahi la rahi hu
Aaj main hawa mein udi
Ja rahi ja rahi ja rahi hu
Jhoom ke piya ki gali
Jhoom ke khushi mein chali
Aa rahi aa rahi hu
Aaj main hawa mein udi
Ja rahi ja rahi ja rahi hu


Gun gun gaye rangila bhawra
Sun sun main to lazayi
Gun gun gaye rangila bhawra
Sun sun main to lazayi
Kadam kadam par payal baje
Kano mein sahnayi ho raam
Kano mein sahnayi
Bag mein chameli phuli
Geet mein masti mein bhuli
Ga rahi ga rahi hu
Aaj main hawa mein udi
Ja rahi ja rahi ja rahi hu.