Jeete The Jiske Dam Se Lyrics - Roohi | Zarina Wahab | Mazhar Khan | Mukesh Khanna | Manhar Udhas
in Movies
Watch the Video
Song Information
Jeete the jiske dam se song is from Roohi (1981) and it is sung by Manhar Udhas.It stars Zarina Wahab, Mazhar Khan, Mukesh Khanna, Asha Sachdev in leading roles. This song is penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai) and composed by N/A. This song was released on 27 Feb 1981.
Lyrics
Teri yaad salamat hai dil mein
Dil tut gaya to tut gaya
Hum tham ke dil ko kya karte
Jab daman tera chhut gaya
Jeete the jiske dam se
Jeete the jiske dam se
Duniya ne se use chhina
Kis kaam ka yeh jeena
Jeete the jiske dam se
Duniya ne se use chhina
Kis kaam ka yeh jeena
Jeete the jiske dam se
Taqdeer meri kya khub nikali
Meri dost ki wo mehboob nikali
Taqdeer meri kya khub nikali
Meri dost ki wo mehboob nikali
Itni masumiyat se aake
Keh diya dost ne jaate jaate
Meri jaan ka khayal rakhna
Apno hi ke haatho se
Apno hi ke haatho se
Padta hai zeher peena
Kis kaam ka yeh jeena
Jeete the jiske dam se
Jise apna mana paraya tha wo
Udta hua ek saya tha wo
Jise apna mana paraya tha wo
Udta hua ek saya tha wo
Wo kali thi kisi ke chaman ki
Thi shama ksi aur anjuman ki
Dil ko jis se kiya tha roshan
Nazdik tha kinaara
Nazdik tha kinaara
Duba yeh jab safina
Kis kaam ka yeh jeena
Jeete the jiske dam se
Duniya ne se use chhina
Kis kaam ka yeh jeena
Jeete the jiske dam se.