Jawan Mausam Lyrics - Harìharan

1996

Lyrics

Phir nahi aayega
Itna jawan mausam
Itna jawan mausam
Itna jawan mausam
Har pal pyaarka hai
Saath ho jab hum dum
Saath ho jab hum dum

Thandi hawayein bheagi fizaaye
Thandi hawayein bheagi fizaaye
Hosh udaaye hai
Laakho sapne dil mein apne
Hamne sajaaye hai o saathi re
Itna jawan mausam
Itna jawan mausam mausam
Phir nahi aayega
Itna jawan mausam mausam
Itna jawan mausam

Yeh rangraliya pyaar ki galiya
Yeh rangraliya pyaar ki galiya
Kisne rahcai hai
Teri duaae teri sadae
Dil tak aayi hai o saathi re
Itna jawan mausam
Itna jawan mausam mausam
Phir nahi aayega
Itna jawan mausam mausam
Itna jawan mausam.