Janu Janu Ree Kahe Khanake Hai Tora Kangana Lyrics - Insaan Jaag Utha | Madhubala | Asha Bhosle | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Janu janu ree kahe khanake hai tora kangana song is from Insaan Jaag Utha (1959) and it is sung by Asha Bhosle and Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt).It stars and Madhubala in leading roles. This song is penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal) and composed by S D Burman. It is produced by Shakti Samanta. This song was released on 31 Dec 1959.
Lyrics
janu janu ree kahe khanke hai tora kangna
janu janu ree kahe khanke hai tora kangna
mai bhee janu ree chhupke kaun aaya tore angana
ari janu ree chhupke kau aaya tore angana
mai bhee janu ree
pipal kee chhaiya tale batiya banay ke
pipal kee chhaiya tale
pipal kee chhaiya tale batiya banay ke
bhole bhale dil ko, le gaya uday ke
sakhee janu ree, jhume hai kahe tora jhumka
sakhee janu ree, jhume hai kahe tora jhumka
mai bhee janu ree, chhupke kaun aaya tore angana
janu janu ree kahe khanke hai tora kangna
mai bhee janu ree chhupke kaun aaya tore angana
bainya marod ke, gher ke giray ke
bainya marod ke
bainya marod ke, gher ke giray ke
baith gaye chailava man me samay ke
goree janu mai, kahan pe giree hai toree bindiya
goree janu mai, kahan pe giree hai toree bindiya
janu janu ree kahe khanke hai tora kangna
mai bhee janu ree chhupke kaun aaya tore angana
janu ree janu ree kahe khanke hai tora kangna
too na kah kisee se, mai bhee na kahungi
mai bhee na kahungi,
achchha toh ban ja tu unki
mai unki rahungi, unki rahungi mai
unki rahungi, unki rahungi
koyee kya kare baje jab panv kee
koyee kya kare baje jab panv kee payaliya
koyee kya kare baje jab panv kee