Baharon Se Nazaron Ke Ye Dekho Kya Ishare Hai Lyrics - Insaan Jaag Utha | Madhubala | Sunil Dutt | Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Baharon se nazaron ke ye dekho kya ishare hai song is from Insaan Jaag Utha (1959) and it is sung by Asha Bhosle.It stars Madhubala and Sunil Dutt in leading roles. This song is penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal) and composed by S D Burman. It is produced by Shakti Samanta. This song was released on 31 Dec 1959.
Lyrics
baharo se nazaro ke ye dekho kya ishare hai
kisi ke ho bhi jao aye dilwalo din tumhare hai

najar kuch tumse kahne ko jamane se tarasti hai

hamri aankho me aanhke to dalo din tumhare hai
baharo se nazaro ke ye dekho kya ishare hai
kisi ke ho bhi jao aye dilwalo din tumhare hai
manake dil wo hum hare nahi mana nahi mana

jara si manchle ko tum sambhalo din tumhare hai
baharo se nazaro ke ye dekho kya ishare hai
kisi ke ho bhi jao aye dilwalo din tumhare hai
ajab ye dard hai jiski dawa dhundhe nahi milti

kasak is dil ki ab tumhi nikalo din tumhare hai